crossorigin="anonymous"> all problam solution all problam key Kuranepak se har bimari ka ilaj ho skta hai: October 2020

Wednesday 21 October 2020

Muslman paresan Kyo hai

 Aslamoalycom dosto aaj me aap ko jo aml bta rha hu ye aml krne se aap ki har problem ka solution ho jayega aaj muslman paresan Kyo hai Kyo use koi rasta najar nhi aata Kyo ki usne Allah ka bataya hua rasta chod diya hai nbi ka bataya rasta chod diya hai vo apne banaye raste par chal rha hai na use aaj ki fikr hai na aakhirat ki vo bas yha is dunia me mojsokh krna chahta hai uske pass mobail dekhne ka vaqt hai aaj ke muslman ke paas dunia ke har galat kam karne ka vaqt hai jis se use na yha koi fayda hoga na vaha koi fayda hoga fir bhi vo sare galat kam karta hai aaj ke muslman ke paas har kaam ke liye vaqt hai lekin allah ne hum par jo farj nawaz ki hai uske liye vaqt nhi vo janta hai ki namaz kisi ko maf nhi use pata hai ki ye dunia fani hai ek din use ye dunia chod kar jana hai har Allah ke darbar me har baat ka hisab dena hai vaha koi bhi madad kaam nhi aayegi jo nek kaam kroge aallh ki ibadat kaam aayagi kuran ki tilavat kaam aayegi namaz kaam aayegi sab kuch yaha rah jayega kuch bhi sath nhi aayega khali is fani dunia me aaye the ek din khali chale jayege nabi ke jamane me jab ajaan hoti thi to ajan sun kar have. Ali tharthar kapte the jab log unse sval krte ya ali aap ajaan ki aawaz sun kar kapte Kyo hai to have. Ali farmate itni badi hasti ka bulava aaya hai uski ibadat sahi tarike se ada kar pauga ya nhi ye such kar meri ruh tak kaap jati hai kha hai vo muslman aaj ka muslman ajaan ko sun kar is tarha andekha kar deta hai jese usko us se kuch lena dena nhi vo ajaan ko janta nhi gane sunta hai har bura kaam krta hai par namaz nhi pdhta fir kaheta hai me paresan hu meri madad kro aallah tumhe 5 vaqt ka namazi banaye aamin summaamin aslamoalycom 

Labels:

Tuesday 20 October 2020

Har jayz hajat puri krne ka aml

 Aslamoalycom dosto aaj me aap ko jo aml bta rha hu ye aml krne se aap har jayaz hajat puri hogi aml ye hai pahele gusl krle fir vaju banale fir kabe ki taraf muh kar ke bethe 11bar drud pdhe or 101bar surah ikhlas padhe 11bar drud pdhe or dua mange ya Allah is tilavat ke stke aap ke habib ke stke meri fla hajat puri kijiye aamin summaamin jab bhi koi jayaz hajat ho ye aml kre jab tak hajat puri na ho aml jari rakhe aslamoalycom                                                                                                                                                     Aslamoalycom dosto aaj me aap ko jo aml bta rha hu ye aml krne se aap ki har problem ka solution ho jayega aaj muslman paresan Kyo hai Kyo use koi rasta najar nhi aata Kyo ki usne Allah ka bataya hua rasta chod diya hai nbi ka bataya rasta chod diya hai vo apne banaye raste par chal rha hai na use aaj ki fikr hai na aakhirat ki vo bas yha is dunia me mojsokh krna chahta hai uske pass mobail dekhne ka vaqt hai aaj ke muslman ke paas dunia ke har galat kam karne ka vaqt hai jis se use na yha koi fayda hoga na vaha koi fayda hoga fir bhi vo sare galat kam karta hai aaj ke muslman ke paas har kaam ke liye vaqt hai lekin allah ne hum par jo farj nawaz ki hai uske liye vaqt nhi vo janta hai ki namaz kisi ko maf nhi use pata hai ki ye dunia fani hai ek din use ye dunia chod kar jana hai har Allah ke darbar me har baat ka hisab dena hai vaha koi bhi madad kaam nhi aayegi jo nek kaam kroge aallh ki ibadat kaam aayagi kuran ki tilavat kaam aayegi namaz kaam aayegi sab kuch yaha rah jayega kuch bhi sath nhi aayega khali is fani dunia me aaye the ek din khali chale jayege nabi ke jamane me jab ajaan hoti thi to ajan sun kar have. Ali tharthar kapte the jab log unse sval krte ya ali aap ajaan ki aawaz sun kar kapte Kyo hai to have. Ali farmate itni badi hasti ka bulava aaya hai uski ibadat sahi tarike se ada kar pauga ya nhi ye such kar meri ruh tak kaap jati hai kha hai vo muslman aaj ka muslman ajaan ko sun kar is tarha andekha kar deta hai jese usko us se kuch lena dena nhi vo ajaan ko janta nhi gane sunta hai har bura kaam krta hai par namaz nhi pdhta fir kaheta hai me paresan hu meri madad kro aallah tumhe 5 vaqt ka namazi banaye aamin summaamin aslamoalycom 

Labels: