Kya is duniya me koi hai jo madad karna chahta hai
asalamualaikum dosto ummid hai aap sabhi khero aafiyat se honge ajib duniya hai yaha jis ko jarurat nahi use Allah ne itna Diya hai ki use khud pata nahi ki us ke pass kitni dulat hai or jise jarurat hai us ke paas itna bhi nahi hai ki vo apni jarurat puri kar sake vo inzaar he karta rah jata hai ki koi aallah ka nek banda aayega or us ki madad karega pata nahi jin ko Allah ne itni dulat de hai ki vo kitni bhi madad kar de un ko koi farak nahi padta fir bhi vo kisi ki madad Nahi karte pata nahi allah baheter jane vo amir itne pattherdil kyo hote hai un ko garibo ki madad karna kyo accha nahin lagta e bande kya tu nahi janta ye dulat yaha rah jayegi tu khali is duniya me aaya tha or khali hi jayegaa fir tu kyo us dulat ko pakad ke betha hai jo tere sath nahi aane wali kya tuje pata nahi ki dulat nek kaam me kharch kar ne se kam nahi hoti balke or badhti hai ua me Allah kherobarkat kar deta hai tu ek bar ua Allah ki raah me kharch kar ke to dekh tuje kya milta hai hum ne bhi garibo ki ma...