Posts

Showing posts with the label #Dulat hasil karne ka aml

Daulat hasil kar ne ka aml

asalamualaikum dosto aaj me aap ko koi vajifa ya aml nhi batane wala hu ek waqya batane wala hu ek aala sahabi hajarat usmane gani rahmatullah alayhe un ko Allah ne itni dulat ata farmayi thi ke un he khud pata nahi tha ki un ke paas kitni dulat hai itni barkat kyo thi kyo ke vo us dulat ko garibo or jaruratmand logo ko dete the is liye Allah ne un ki dulat me kherobarkat ata farmaye aaj ka amir Insaan kisi garib ko 500 ki madad nhi karega davakhane me jaa kar hajaro lakho kharch kar dega magar kisi garib or jarurat mand ki madad nhi karega agar tum chahte ho ki tumhare paas dulat ki kami na ho to allah ki raah me kharch kro jitni tumhe allah ne dene taqat ata farmaye hai duniya ka sab se bada nek aml garibo ki madad karna hai yhi kaam hajrat usmane gani rahmatullah kiye karte the har insaan apne hasiyat or taqat ke mutabik garibo ki madad karna saru kar de to na amir kabhi takalif me hoga na garib or Allah dono se raji ho jayega madad 1₹se lekar 1000₹ tak ki ja sakti hai jis ko Allah...