ad

Showing posts with label insaan ki haqiqat. Show all posts
Showing posts with label insaan ki haqiqat. Show all posts

Thursday, 21 April 2022

insaan ki haqiqat

aslamualaycum dosto allah se dua hai ki aap sab kheriyat se honge jab dunia me insaan aaya tab vo etna samjdaar or edvanc nhi tha jitna aaj hai pahele ka insaan apna fayda ya nuksaan nahi dekhta tha vo such or juth me such ka sath deta tha sahi or galat me sahi ka sath deta tha vo ye nahi dekhta tha ki is faisle se use fayda hoga ya nuksaan vo sirf such or sahi ka sath deta tha vo is duniaa me sab ke bhale ka sochta tha sirf apne bhale ka nahi lekin aaj to duniaa adwanc ho chuki hai duniaa badal chuki hai hum dijitel yug me hai aaj ka insaan sirf apna fayda or nuksaan dekhta hai use kisi or insaan se koi matlab nahi vo such or juth nahi dekhta vo sahi or galat nahi dekhta bas fayda or nuksaan dekhta hai jaha use fayda ho bas vo usi ka sath deta hai chahe vo such ho ya juth sahi ho ya galat is baat se aaj ke insaan ko koi fark nahi padta bhai hum dijitel duniaa me hai aaj insaan badal chuka hai kuch log aaj bhi such ka sath de rahe hai sahi or galat me se sahi ka sath de rahe hai sayad isliye abhi ummid hai ki insaan ke man ke kisi kone me abhi bhi insaniyat jinda hai allah insaan ko bhalai karne ki tofiq ata farmaye aamin summaaamin aslamualycum

Allah will punish man for his sins

In Islamic belief, Allah holds individuals accountable for their own actions, and the concept of punishment for sins is deeply rooted in the...