Sach aur jhooth ki hakikat
aslamualaycum dosto allah se dua hai ki aap sab kheriyat se honge Aaj hum jane ge ki sach aur jhooth ki hakikat kya hai me aap ko ek bade Insan ki baat batata hun jis ne kha hai ki aadha adhurra sach aur gnan tabahi or barbadi ki taraf le jata hai agar tumhe koi bhi baat ya khabar mile to us baat or khabar ki tah tak jaao pta kro isme sach kitna hai or jhooth kitna hai tabhi tum Sahi faisla le sakte ho bina pura such jane kiya hua faisla hamesha galat hota hai or uska anjaam bhi bura hota hai kabhi bhi jaldbaji me faisla mat lo pahle us baat ka pura sach jano fir faisla kro me AAP ko ek kissa batata hu ek sakhs vyapar ke liye dusre mulk ko ravana hua us ne apni biwi se kha ki me vyapar ke liye ja rha hu kab vapis aaunga pta nhi yeh kah ke vo nikal gya us ki biwi pregnant thi lekin us ne soher ko ye nhi bataya tha kai saal ke baad jab vo sakhs gar aaya to us ne apne apne gar me ek khubsurat bacha dekha use dekh kar vo heran ho gya ki meri orat ko to koi olad nhi thi fir ye bacha kha se ...