Drde sir dur krne ka aml
Aslamoalycom dosto aaj me aap ko jo aml bata rha hu is se aap sirdard ki taklif dur kr skte hai aml ye hai 3bar darud padhe or 11bar ya mujibu padhe 3bar drud padhe or sir ko funk marde yani dam karde din me 3bar ye aml kre insaallah sifa milegi Aslamoalycom dosto aaj me aap ko jo aml bta rha hu ye aml krne se aap ki har problem ka solution ho jayega aaj muslman paresan Kyo hai Kyo use koi rasta najar nhi aata Kyo ki usne Allah ka bataya hua rasta chod diya hai nbi ka bataya rasta chod diya hai vo apne banaye raste par chal rha hai na use aaj ki fikr hai na aakhirat ki vo bas yha is dunia m...