ad

Showing posts with label 2rakat nifal namaz ka makam. Show all posts
Showing posts with label 2rakat nifal namaz ka makam. Show all posts

Tuesday, 22 March 2022

2rakat nifal namaz ka makam

aslamualaycum dosto aaj me AAP ko 2rakat nifal namaz ka makam batata hu hamare nabi ki bargah me hajarat jibrail Salam hajir hue or farmaya e Nabi sallallahu alaihi wasallam aap jante hai meri parvaj kitni hai aaqa ne farmaya ha to jibrail Salam ne farmaya agar AAP ka koi ummti 2rakat nifal namaz padh kar allah ki bargah me sajda kre to allah use itni badi jannat ata farmayega ki me us ke ek kone se dusre kone tak nahi pahoch sakta subhanallah agar hume allah nifal namaz ka itna bada inaam deta hai to 5waqt ki namaz ka kya inaam milega hum soch bhi nahi sakte allah hume 5waqt namaz padhne ki tofik ata farmaye ameen summa ameen aslamualaycum

Julm karne wale zalim ka anjam

aslmualaycum dosto Allah se duaa hai aap sab kheriyat se honge is duniya ke ander jab se ye duniya bani hai tab se le kar aaj tak jitne bhi ...