ad

Tuesday 22 March 2022

2rakat nifal namaz ka makam

aslamualaycum dosto aaj me AAP ko 2rakat nifal namaz ka makam batata hu hamare nabi ki bargah me hajarat jibrail Salam hajir hue or farmaya e Nabi sallallahu alaihi wasallam aap jante hai meri parvaj kitni hai aaqa ne farmaya ha to jibrail Salam ne farmaya agar AAP ka koi ummti 2rakat nifal namaz padh kar allah ki bargah me sajda kre to allah use itni badi jannat ata farmayega ki me us ke ek kone se dusre kone tak nahi pahoch sakta subhanallah agar hume allah nifal namaz ka itna bada inaam deta hai to 5waqt ki namaz ka kya inaam milega hum soch bhi nahi sakte allah hume 5waqt namaz padhne ki tofik ata farmaye ameen summa ameen aslamualaycum

No comments:

Post a Comment

100

Suche or juthe ki pahechan

asalamu alaikum mene har dharm ki kitab padhi hai kisi bhi dharam ki kitaab me ye nahi likha ki tum kisi dusre ke dharm ko gali do ya bura k...