Bichu ka zaher utarne ka aml
Aslamoalycom dosto aaj me aap ko jo aml bta rha hu ye aml krne se zaher aser nhi krega aml ye hai agr kisi ko Bichu kat Le to us jagha par 3bar darud padhe 70bar ya vasiu padhe 3bar darud padhe or us jagha par dam kre yani funk marde or thoda thunk bhi lagade zaher ka aser khatam ho jayega Aslamoalycom Aslamoalycom dosto aaj me aap ko jo aml bta rha hu ye aml krne se aap ki har problem ka solution ho jayega aaj muslman paresan Kyo hai Kyo use koi rasta najar nhi aata Kyo ki usne Allah ka bataya hua rasta chod diya hai nbi ka bataya rasta chod diya hai vo apne banaye raste par chal rha hai na use aaj ki fikr hai na aakhirat ki vo bas yha is dunia me mojsokh krna chahta hai uske pass mobail dekhne ka vaqt hai aaj ke muslman ke paas dunia ke har galat kam karne ka vaqt hai jis se use na yha koi fayda hoga na vaha koi fayda hoga fir bhi vo sare galat kam karta hai aaj ke muslman ke paas har kaam ke liye vaqt hai lekin allah ne hum par jo farj nawa...