Aslamoalycom agr aap dava krke thak chuke hai sifa nahi milti to ek rasta hai kuranepak se sifa hasil krna koi bhi pese nhi sirf us Allah kijaat par dil se ykin krke agr aap me jo aml bataUganda vo kroge to insaallah Allah sifa ata farmayega
ad
Showing posts with label Gunaah or naki. Show all posts
Showing posts with label Gunaah or naki. Show all posts
Thursday, 17 March 2022
Gunaah or naki
aslamualaycum dosto aaj me AAP ko ek ajib vaqya batata hu kisi jagha ek nek badshah raheta tha vaha us ki hukumat thi ek raat us ko ek ajib khvab aaya khavab me ek safed kapdo me ek shakhs aaya us ne baadshah ko ek Aadmi dikhaya or kaha is ne kabristan me ja kar ek murda orat ke sath jina kiya hai Tum us ko apne mahel me la kar vajir ki post par rakhdo ye sun kar baadshah ne pucha itna bada sangin gunaah karne wale ko me vajir kyon bana du kya baat hai us shakhs ne kha aallah ne aakhirat me us ki saja mukarar kar di hai or Allah nahi chahta ki ye toba kre is ko vajir bana do taki ye tamam umar ais me rhe or toba na kar sake is ko aakhirat me vo ajjab milega jo use pata nahi baadshah ne puchha e shakhs kya allah apne bande ko gunah se rokta hai to us shakhs ne kha besak jab bhi tum gunah ki taraf badho or tumhare hath pao kapne lge or Allah ka khyal aaye to samaj lena allah tumhe gunah se rok raha hai or agar gunah se tumhe nafrat ho jaye to samajna Allah tumhe burai se dur rakh raha hai or agar tumhe gunah se Khushi mile to samaj lena allah ne tum se talluk khatam kar diya hai vo nahi chahta ke tum toba kro is liye tumhe gunah se khusi milti hai ye baat sun kar badshaah foran jag gaya or us Aadmi Ko dhnodh kar apne mahel me vajir bana diya vo Aadmi puri jinagi aish me rha or marne ke baad us ka haser jab baadsaah ne khvab me dekha to fir us safed kapdo wale sakhas ne kha dekho is ke gunaho ka allah ne use kya ajjab diya hai ye sab dekh kar baadshah ki ruh tak kanap gayi or tamam umar us ne gunah se duri banaye rakhi kyo ki us ne khvab me allah ka ajjab dekha tha Allah hume gunah se bachne ki tofiq ata farmaye ameen summa ameen
Subscribe to:
Posts (Atom)
Allah will punish man for his sins
In Islamic belief, Allah holds individuals accountable for their own actions, and the concept of punishment for sins is deeply rooted in the...
-
asalamu alaikum insan ki umar kitni hai 50sal ya jyada se jyada 100sall ek din use marna hai chahe vo kisi bhi dharam ka manne wala ho use p...
-
Your dream If you have any legitimate work or dream which is not being fulfilled, then you can pray for yourself by paying 100 rupees for th...