ad

Showing posts with label julm karne wale zalim ka anjaam. Show all posts
Showing posts with label julm karne wale zalim ka anjaam. Show all posts

Friday, 15 April 2022

julm karne wale zalim ka anjaam

aslamualaycum dosto aaj hum julm karne wale zalim ka anjaam kya hoga us par baat karenge esa nhi hai ki julm aaj hi is duniaa me ho raha hai jab se ye dunia bani hai tab se is dunia me julm hota raha hai itihaas ke panno me julm ki dasta likhi hui hai insaan ke haath me jab taaqqt aati hai power aata hai to vo samjata hai ki ab vo jo chahe ga vo hoga vo apni marji se ye dunia chalana chahta hai chahe vo galat ho ya sahi julm karnewala ye samjata hai ki sab mere hath me hai jo me chahunga vo hoga lekin vo bhul jata hai ki us aasman me satve aasman pe allah hai jis ne ye dunia banayi hai jo is dunia ke nijam ko chala raha hai or jab vo julm karne wale zalim par apna ajaab najil farmayega tab us zalim ko na us ki taqat na us ki kuwat na us ka sath denewale koi bhi us jalim ko bacha nahi payega allah ka farman hai bhalai karke muj se burai ki ummid mat rakh agar tune dunia me bhalai ki hai to tera anjaam bhla hi hoga dunia ki koi taqat tera bura nahi kar sakti lekin agar tune dunia me bura kaam kiya hai to muj se bhalai ki ummid mat rakhna jab mera ajaab tuj par najil hoga to is dunia ki koi bhi taqat tuje mere qaher se bacha nahi sakti agar tuje yakin na ho to itihaas khol kar dekh tuj se bhi bade bade jalim is dunia me aaye the unho ne bhi julm kiya tha lekin jab mera ajaab un jalimo par najil hua un par mene jismani ruhaani vo aafat bala musibat bimari dali ki un ko na dava bacha saki na duaa bacha saki mere qaher se aaj tak na koi jalim bacha hai na kabhi bachega itihas ko padh le julm karnewale jalimo ka kya haal hua tha tera bhi vahi hal hoga aslamualycum

Allah will punish man for his sins

In Islamic belief, Allah holds individuals accountable for their own actions, and the concept of punishment for sins is deeply rooted in the...