ad

Sunday, 3 April 2022

Sach aur jhooth ki hakikat

aslamualaycum dosto allah se dua hai ki aap sab kheriyat se honge Aaj hum jane ge ki sach aur jhooth ki hakikat kya hai me aap ko ek bade Insan ki baat batata hun jis ne kha hai ki aadha adhurra sach aur gnan tabahi or barbadi ki taraf le jata hai agar tumhe koi bhi baat ya khabar mile to us baat or khabar ki tah tak jaao pta kro isme sach kitna hai or jhooth kitna hai tabhi tum Sahi faisla le sakte ho bina pura such jane kiya hua faisla hamesha galat hota hai or uska anjaam bhi bura hota hai kabhi bhi jaldbaji me faisla mat lo pahle us baat ka pura sach jano fir faisla kro me AAP ko ek kissa batata hu ek sakhs vyapar ke liye dusre mulk ko ravana hua us ne apni biwi se kha ki me vyapar ke liye ja rha hu kab vapis aaunga pta nhi yeh kah ke vo nikal gya us ki biwi pregnant thi lekin us ne soher ko ye nhi bataya tha kai saal ke baad jab vo sakhs gar aaya to us ne apne apne gar me ek khubsurat bacha dekha use dekh kar vo heran ho gya ki meri orat ko to koi olad nhi thi fir ye bacha kha se aaya us ke dimag me bhot bure khayal aaye lekin us ne hos or dimag se kaam liya or us bachhe ki tahkikat ki to use pta chala ki vo us ka hi beta tha agar usne sach jane bager faisla kiya hota to vo sab kuch barbaad kar deta aaj kal ek film aayi hai kasmir fails jis me kasmiri pandito pe julm dikhaya gaya hai lekin pura sach nahi dikhaya gaya us me pandito pe julm karne vale Pakistan se aaye hue aatankwadi the jinho ne pandito pe julm kiya or kariban 1650 kasmiri muslmano ko bhi mara gaya tha ye pura sach hai jo Film me nhi dikhaya gaya ye hoti hai sach or jhooth ki hakikat agar pura sach jaan kar faisla karoge to tumhara faisla kabhi galat nahi hoga aslamualaycum

No comments:

Post a Comment

100

Allah will punish man for his sins

In Islamic belief, Allah holds individuals accountable for their own actions, and the concept of punishment for sins is deeply rooted in the...