ad

Saturday 13 November 2021

Jismani ruhani bimari dur karne ka aml

 Aslamualaycum dosto aaj me AAP KO Jo aml bata raha hu ye aml koi bhi kar sakta hai agar aap ko jismani ruhani koi taklif hai dava se koi fayda nahi ho raha to ye aml kare gusl or vaju kar ke paak ho jaye or asar or magrib ke bich me kisi hare bhare darkht yani ped ke paas jaye us ped ke saye me kabe ki taraf muh kar ke beth jaye 11bar darud padhe or 313bar ya Safiyou ya rahmanu ya karimu padhe 11bar darud padhe har roj kisi hare ped ke saye me beth kar ye aml kare agar aap ke upar koi jismani ruhani taklif hai to vo sab taklif vo ped apne upar le lega or aap ko sifa mil jaayegi is aml ko 40din Tak kre insaallah aap ki har jismani ruhani bimari dur hogi insaallah aslamualaycum is ko savab ki niyat se ser kre aap ki vajah se kisi ki taklif dur hogi to allah aap ko is ka badla ata farmayega insaallah aslamualaycum

Monday 8 November 2021

Har bimari se sifa ka aml

 Aslamualaycum dosto aaj me AAP KO Jo aml bata raha hu ye aml se allah aap ko har bimari se sifa ata farmayega insaallah aml ye hai 5 vaqt ki namaz ada karne ke baad isha ki namaz ke baad 11bar darud padhe or 41bar surah fatiha padhe fir 11bar darud padhe or Pani pe dam kare yani funk mare or Allah se duaa kre ya allah is tilavat ke satke aap ke habib ke satke is pani or kalonji me sifa ata farmaye ameen summa ameen jab aap ye aml kare to masjid se Jo vaju me istmal hota hai vo Pani laye masjid ke Pani me allah ne sifa rakhi hai or kalonji kisi aayurvedic dukan se le aaye ab aml karke ye Pani or kalonji Ko dam kare yani funk mare masjid ka Pani khatam hone se pehle dusra pani la kar usme mila de vo pani khatam na ho ne de or kalonji bhi dusri la kar milade vo bhi khatam na hone de ab roj subah uth kar do dane kalonji ke muh me dal kar chabaye or dam kiya hua Pani 1glaas pile subha or raat ko sone se pahele aap ko ye Pani or kalonji lena hai jab tak sifa na mile ye aml jari rakhe insaallah allah sifa ata farmayega  aslamualaycum

Saturday 6 November 2021

Jahir or batin ka aml

 Aslamualaycm dosto aaj me AAP KO Jo aml bata raha hu ye aml se aap jahir or batin ke aalim ban jayenge jahir jis ko hum dekh sakte hai or batin jise hum nahi dekh sakte har roj raat ko isha ki namaz ke baad sone se pehle 11bar darud padhe or 313bar ya jahiru ya batinu padhe 11bar padhe or so Jaye roj ye aml kare insaallah AAP KO jahir or batin ka ilm allah ata farmayega aslamualaycum

Monday 1 November 2021

Duniya ki sab se khubsurat or khaternak chiz kya hai

 Aslamualaycum dosto aaj me AAP KO Jo baat batana chahta hu vo ye hai ki duniya ki sab se khubsurat chij kya hai kya aap ko pata hai allah ne duniya me sab se khubsurat chij banayi hai vo insan hai jis ko Insan se jyada khubsurat is duniya me koi nahi agar vo allah or us ke rasul ke bataye huve raste par chale or agar usne allah or us ke rasul ka bataya hua rasta chod diya to fir is duniya me sab se jayada khatarnak chiz insan hai kyoki fir vo Siva tabahi ke or kuch nahi karega vo apne liye or dusro ke liye kabhi achi baat nahi Karega kyoki usne allah or us ke rasul ka bataya hua rasta chod diya hai allah hame us khubsurat insano me shamil kre jin ko allah or un ke rasul pasand farmate hai aslamualaycum

Saturday 30 October 2021

Ya Muntkimu ka aml

 Aslamualaycum dosto aaj me AAP KO Jo aml bata raha hu ye aml dusman se hifazat or badla lene ke liye hai Jo koi jalim AAP par julm kar raha hai or AAP ke paas itni taqat nhi ke us ka mukabala kar sake to har roj raat ko isha ki namaz ke baad ye aml kre 11bar darud padhe 313bar ya muntkemo padhe or 11bar darud padhe ye aml rojana kre or Allah se duaa kre ki vo us jalim se aap ki hifazat kre or use saja de insaallah allah us jalim ko baheter saja dega aslamualaycum ye ya Muntkimu ka matalab he badla lene vala ye aml hum apne liye bhi kar sakte hai or hamare muslman Bhai jaha bhi takalif me hai jin par julm ho rha hai unke liye bhi hum ye aml kar sakte hai kasam khuda ki jis ke kabje kudrat me meri jaan hai agar har muslman Bhai apne un muslman Bhai ke liye ye aml kare jin par julm ho rha hai to insaallah allah jalimo se unki hifajat farmayega or un jalimo par apna kaher najil farmayega sabhi bhaiyo se gujarish Karta hu ke sirf ek bar har muslman ye aml karke apne un bhaiyo ke liye allah se duaa kre insaallah mera allah baheter badla lene vala hai aml ye hai 11bar darud pade 313bar ya Muntkimu pade fir 11bar darud pade or dua mange ya allah mene jo ye tilavat ki hai iske stake apne Habib ke satke jaha bhi muslman par julm Ho Raha hai Jo jalim julm kar rhe hai unse hamare muslman Bhaiyo ki hifazat farma or un jalimo par tu apna qaher najil farma Basak tu baheter insaaf karnevala or badla lene vala hai jab hajaro Lakho hath se ye duaa hogi insaallah allah dua Kabul farmayega ye link jyada se jyada share kare taki is nek kam me har muslman jud jaye or Allah ki madad har muslman ko mil jaye aslamualaycum

Wednesday 27 October 2021

Din ki kimat

 Aslamualaycum dosto aaj me AAP KO ek bujurg ka vakya batata hu ek sher me ek ustaad Apne sagirdo ke sath rahte the unka ek sagird ek din bajar me gya uska chappal Tut gaya tha vo ek mochi ki dukan pe gya or kahne laga bhai mera juta tut gaya hai agar Tum ye thik kardo to me tumhe din ki ek baat bataunga mochi ne kha apna din apne paas rakh pesa de to hi juta thik karuga us sagird ne kha pese to nhi hai to mochi ne kha fir aage jao vo sagird mayus Ho kar apne ustad ke paas aaya or Puri baat batayi ustad mukurane lage sagird ne pucha ustad din ki kya kimat hai ustad ne kha me tumhe ek Moti deta hu use ek sabjivale ki dukan par jake dikho use pucho es Moti ke badle vo kya dega is Moti ki kya kimat dega fir vo sagird vo moti le kar ek sabjivale ki dukan par gaya or vo moti dikhakar bola is ke badle kya doge vo sabjivala bola do nimbu dunga fir vo apne ustad ke paas aaya or kha ki vo is ke badle du nimbu de raha hai fir ustad ne kha ke ab is Moti Ko kisi sunhar ki dukan pe le kar jao vo iski kya kimat lagata hai vo sagird fir ek sone ki dukan pe gya or vo moti bta kar bola is ki kya kimat hai soni ne jab vo Moti dekha to bola agar me apni puri dukan bhi tumhe de du to bhi is moti ki kimat ada nhi hogi vo sagird apne ustad ke paas aya or puri baat batai ustaad ne muskura kar kha ab tumhe pta chala ke kimat kese lagai jati hai Tum kisi jahil se din ki kimat puchoge to vo tumhe kya batayega koi ilm vale aalim se pucho din ki kimat kya hai vo tumhe batayega jo janta hi nahi din kise kahte hai vo uski kadr kha se Karega din ka ilam jisko allah ne diya hai vo hi uski kadar krega aslamualaycum

Sunday 19 September 2021

kamyabi ka aml

aslamualaycum dosto aaj me aap ko jo aml bta raha hu ye aml karne se aap kamyab ho jaoge hamare aaqa salallaho alayhe vasllam ne farmaya jo ye aml karega use kabhi rijk ki tangi nahi hogi aml ye he ke gar se nikalte waqt salam karke jaye or 3 dafa aaytulkursi padhte huae jaye yhi mamla gar me dakhil hote waqt salam kre or aaytulkursi padhe insaallah aap ki har paresani dur hogi aslamualaycum                                            aml krne se aap ki har problem ka solution ho jayega aaj muslman paresan Kyo hai Kyo use koi rasta najar nhi aata Kyo ki usne Allah ka bataya hua rasta chod diya hai nbi ka bataya rasta chod diya hai vo apne banaye raste par chal rha hai na use aaj ki fikr hai na aakhirat ki vo bas yha is dunia me mojsokh krna chahta hai uske pass mobail dekhne ka vaqt hai aaj ke muslman ke paas dunia ke har galat kam karne ka vaqt hai jis se use na yha koi fayda hoga na vaha koi fayda hoga fir bhi vo sare galat kam karta hai aaj ke muslman ke paas har kaam ke liye vaqt hai lekin allah ne hum par jo farj nawaz ki hai uske liye vaqt nhi vo janta hai ki namaz kisi ko maf nhi use pata hai ki ye dunia fani hai ek din use ye dunia chod kar jana hai har Allah ke darbar me har baat ka hisab dena hai vaha koi bhi madad kaam nhi aayegi jo nek kaam kroge aallh ki ibadat kaam aayagi kuran ki tilavat kaam aayegi namaz kaam aayegi sab kuch yaha rah jayega kuch bhi sath nhi aayega khali is fani dunia me aaye the ek din khali chale jayege nabi ke jamane me jab ajaan hoti thi to ajan sun kar have. Ali tharthar kapte the jab log unse sval krte ya ali aap ajaan ki aawaz sun kar kapte Kyo hai to have. Ali farmate itni badi hasti ka bulava aaya hai uski ibadat sahi tarike se ada kar pauga ya nhi ye such kar meri ruh tak kaap jati hai kha hai vo muslman aaj ka muslman ajaan ko sun kar is tarha andekha kar deta hai jese usko us se kuch lena dena nhi vo ajaan ko janta nhi gane sunta hai har bura kaam krta hai par namaz nhi pdhta fir kaheta hai me paresan hu meri madad kro aallah tumhe 5 vaqt ka namazi banaye aamin summaamin aslamoalycom 

Tuesday 7 September 2021

har bimari ka ilaaj

 aslamualaycum dosto aaj me aap ko jo aml bta raha hu ye aml krne se koi bhi bimari dur hogi jab bhi koi bimar ho to ek pani ka naya gada le aaye us me taja pani bhare or us pani ke gade ko lekar kabe ki taraf muh karke bath jaye or 11 bar darud padhe or 41 bar surah fateha pdhe 11 bar darud padhe or us gade ke pani ko dam kre yani us pani par 3 funk mar de or allah se us pani ke liye duaa kre ya allah sifa ki niyat se mene is paani ko surah fateha padh kar dam kiya hai ya allah surah fateha ke satke aap ke habib ke satke is pani me sifa ata farmaiye aamin summaaamin ye aml aap ko 41 din karna hai or ye pani marij ko pilana hai gade ke ander pani khatam na hone de aadha gada pani hote hi naya pani dalte rahe or vo hi pani marij ko pilate rahe insaallah sifa milagi aslamualaycum                                                                                            aml krne se aap ki har problem ka solution ho jayega aaj muslman paresan Kyo hai Kyo use koi rasta najar nhi aata Kyo ki usne Allah ka bataya hua rasta chod diya hai nbi ka bataya rasta chod diya hai vo apne banaye raste par chal rha hai na use aaj ki fikr hai na aakhirat ki vo bas yha is dunia me mojsokh krna chahta hai uske pass mobail dekhne ka vaqt hai aaj ke muslman ke paas dunia ke har galat kam karne ka vaqt hai jis se use na yha koi fayda hoga na vaha koi fayda hoga fir bhi vo sare galat kam karta hai aaj ke muslman ke paas har kaam ke liye vaqt hai lekin allah ne hum par jo farj nawaz ki hai uske liye vaqt nhi vo janta hai ki namaz kisi ko maf nhi use pata hai ki ye dunia fani hai ek din use ye dunia chod kar jana hai har Allah ke darbar me har baat ka hisab dena hai vaha koi bhi madad kaam nhi aayegi jo nek kaam kroge aallh ki ibadat kaam aayagi kuran ki tilavat kaam aayegi namaz kaam aayegi sab kuch yaha rah jayega kuch bhi sath nhi aayega khali is fani dunia me aaye the ek din khali chale jayege nabi ke jamane me jab ajaan hoti thi to ajan sun kar have. Ali tharthar kapte the jab log unse sval krte ya ali aap ajaan ki aawaz sun kar kapte Kyo hai to have. Ali farmate itni badi hasti ka bulava aaya hai uski ibadat sahi tarike se ada kar pauga ya nhi ye such kar meri ruh tak kaap jati hai kha hai vo muslman aaj ka muslman ajaan ko sun kar is tarha andekha kar deta hai jese usko us se kuch lena dena nhi vo ajaan ko janta nhi gane sunta hai har bura kaam krta hai par namaz nhi pdhta fir kaheta hai me paresan hu meri madad kro aallah tumhe 5 vaqt ka namazi banaye aamin summaamin aslamoalycom 

Tuesday 6 April 2021

har bimari se sifa ka aml

aslamualycum dosto aaj me aap ko jo aml bata raha hu ye aml agr aapne kiya to siva mot ke koi bhi bimari aap ko maar nhi sakti aml ye hai allah ne dunia me jitni bimari peda farmai hai uski dava bhi peda farmayi hai magar ham in chijo par dhyan nhi dete ek dava hai kalonji hamare nabi ne irsad farmaya hai ke jo in kale dano ko apne uper lajim kar le use mot ke alava koi bimari nhi hogi na hi koi bimari se vo marega kalonji me allah ne vo sifa ata farmayi hai aap ko sirf har roj subha nahar mu kalonji ke 3 dane muh me rakh kar pani ke sath pi jana hai yah apna roj ka mamul bana le aap ke sarir ke ander vo taqat aa jayegi ke koi bhi bimari aap ko nhi lagegi lekin ye aml aap ko hamesa jari rakhna hoga to hi aap  har bimari se mahfuj rahenge ye dava pregnent ort na khaye baki koi bhi har roj 3dane pani ke sath le sakta hai ek bar jarur ajmaye aslamualaycum                                                                                                                                              Aslamoalycom dosto aaj me aap ko jo aml bta rha hu ye aml krne se aap ki har problem ka solution ho jayega aaj muslman paresan Kyo hai Kyo use koi rasta najar nhi aata Kyo ki usne Allah ka bataya hua rasta chod diya hai nbi ka bataya rasta chod diya hai vo apne banaye raste par chal rha hai na use aaj ki fikr hai na aakhirat ki vo bas yha is dunia me mojsokh krna chahta hai uske pass mobail dekhne ka vaqt hai aaj ke muslman ke paas dunia ke har galat kam karne ka vaqt hai jis se use na yha koi fayda hoga na vaha koi fayda hoga fir bhi vo sare galat kam karta hai aaj ke muslman ke paas har kaam ke liye vaqt hai lekin allah ne hum par jo farj nawaz ki hai uske liye vaqt nhi vo janta hai ki namaz kisi ko maf nhi use pata hai ki ye dunia fani hai ek din use ye dunia chod kar jana hai har Allah ke darbar me har baat ka hisab dena hai vaha koi bhi madad kaam nhi aayegi jo nek kaam kroge aallh ki ibadat kaam aayagi kuran ki tilavat kaam aayegi namaz kaam aayegi sab kuch yaha rah jayega kuch bhi sath nhi aayega khali is fani dunia me aaye the ek din khali chale jayege nabi ke jamane me jab ajaan hoti thi to ajan sun kar have. Ali tharthar kapte the jab log unse sval krte ya ali aap ajaan ki aawaz sun kar kapte Kyo hai to have. Ali farmate itni badi hasti ka bulava aaya hai uski ibadat sahi tarike se ada kar pauga ya nhi ye such kar meri ruh tak kaap jati hai kha hai vo muslman aaj ka muslman ajaan ko sun kar is tarha andekha kar deta hai jese usko us se kuch lena dena nhi vo ajaan ko janta nhi gane sunta hai har bura kaam krta hai par namaz nhi pdhta fir kaheta hai me paresan hu meri madad kro aallah tumhe 5 vaqt ka namazi banaye aamin summaamin aslamoalycom 

Sunday 21 March 2021

har maksad me kamyabi ka aml

aslamualaycum dosto aaj me aap ko jo aml bata rha hu ye aml krne se aap ki har jayaz hazat makasad pura hoga aml ye hai har namaz ke bad 11bar darud padhe or 100bar ya fattahu padhe or 11bar darud padhe har namaz ke bad ye aml kre insallah aap ki har jayaz kam makasad pura hoga aslamualycum                                                                   Aslamoalycom dosto aaj me aap ko jo aml bta rha hu ye aml krne se aap ki har problem ka solution ho jayega aaj muslman paresan Kyo hai Kyo use koi rasta najar nhi aata Kyo ki usne Allah ka bataya hua rasta chod diya hai nbi ka bataya rasta chod diya hai vo apne banaye raste par chal rha hai na use aaj ki fikr hai na aakhirat ki vo bas yha is dunia me mojsokh krna chahta hai uske pass mobail dekhne ka vaqt hai aaj ke muslman ke paas dunia ke har galat kam karne ka vaqt hai jis se use na yha koi fayda hoga na vaha koi fayda hoga fir bhi vo sare galat kam karta hai aaj ke muslman ke paas har kaam ke liye vaqt hai lekin allah ne hum par jo farj nawaz ki hai uske liye vaqt nhi vo janta hai ki namaz kisi ko maf nhi use pata hai ki ye dunia fani hai ek din use ye dunia chod kar jana hai har Allah ke darbar me har baat ka hisab dena hai vaha koi bhi madad kaam nhi aayegi jo nek kaam kroge aallh ki ibadat kaam aayagi kuran ki tilavat kaam aayegi namaz kaam aayegi sab kuch yaha rah jayega kuch bhi sath nhi aayega khali is fani dunia me aaye the ek din khali chale jayege nabi ke jamane me jab ajaan hoti thi to ajan sun kar have. Ali tharthar kapte the jab log unse sval krte ya ali aap ajaan ki aawaz sun kar kapte Kyo hai to have. Ali farmate itni badi hasti ka bulava aaya hai uski ibadat sahi tarike se ada kar pauga ya nhi ye such kar meri ruh tak kaap jati hai kha hai vo muslman aaj ka muslman ajaan ko sun kar is tarha andekha kar deta hai jese usko us se kuch lena dena nhi vo ajaan ko janta nhi gane sunta hai har bura kaam krta hai par namaz nhi pdhta fir kaheta hai me paresan hu meri madad kro aallah tumhe 5 vaqt ka namazi banaye aamin summaamin aslamoalycom 

dolat pane ka aml

aslamualycom dosto aaj me aap ko jo aml bta rha hu ye aml karne se aap ko dulat ki kami kabhi nhi hogi aml ye hai har namaz ke bad 11bar darud padhe or 100bar ya maliku ya vahabu ya rjjaku padhe or 11bar darud padhe har namaz ke bad ye aml kre aap ke paas dolat kabhi bhi kam nhi hogi insaallah aslamualycum                                                                                                                                                                                                                       Aslamoalycom dosto aaj me aap ko jo aml bta rha hu ye aml krne se aap ki har problem ka solution ho jayega aaj muslman paresan Kyo hai Kyo use koi rasta najar nhi aata Kyo ki usne Allah ka bataya hua rasta chod diya hai nbi ka bataya rasta chod diya hai vo apne banaye raste par chal rha hai na use aaj ki fikr hai na aakhirat ki vo bas yha is dunia me mojsokh krna chahta hai uske pass mobail dekhne ka vaqt hai aaj ke muslman ke paas dunia ke har galat kam karne ka vaqt hai jis se use na yha koi fayda hoga na vaha koi fayda hoga fir bhi vo sare galat kam karta hai aaj ke muslman ke paas har kaam ke liye vaqt hai lekin allah ne hum par jo farj nawaz ki hai uske liye vaqt nhi vo janta hai ki namaz kisi ko maf nhi use pata hai ki ye dunia fani hai ek din use ye dunia chod kar jana hai har Allah ke darbar me har baat ka hisab dena hai vaha koi bhi madad kaam nhi aayegi jo nek kaam kroge aallh ki ibadat kaam aayagi kuran ki tilavat kaam aayegi namaz kaam aayegi sab kuch yaha rah jayega kuch bhi sath nhi aayega khali is fani dunia me aaye the ek din khali chale jayege nabi ke jamane me jab ajaan hoti thi to ajan sun kar have. Ali tharthar kapte the jab log unse sval krte ya ali aap ajaan ki aawaz sun kar kapte Kyo hai to have. Ali farmate itni badi hasti ka bulava aaya hai uski ibadat sahi tarike se ada kar pauga ya nhi ye such kar meri ruh tak kaap jati hai kha hai vo muslman aaj ka muslman ajaan ko sun kar is tarha andekha kar deta hai jese usko us se kuch lena dena nhi vo ajaan ko janta nhi gane sunta hai har bura kaam krta hai par namaz nhi pdhta fir kaheta hai me paresan hu meri madad kro aallah tumhe 5 vaqt ka namazi banaye aamin summaamin aslamoalycom 

Suche or juthe ki pahechan

asalamu alaikum mene har dharm ki kitab padhi hai kisi bhi dharam ki kitaab me ye nahi likha ki tum kisi dusre ke dharm ko gali do ya bura k...