Muslman paresan Kyo hai
Aslamoalycom dosto aaj me aap ko jo aml bta rha hu ye aml krne se aap ki har problem ka solution ho jayega aaj muslman paresan Kyo hai Kyo use koi rasta najar nhi aata Kyo ki usne Allah ka bataya hua rasta chod diya hai nbi ka bataya rasta chod diya hai vo apne banaye raste par chal rha hai na use aaj ki fikr hai na aakhirat ki vo bas yha is dunia me mojsokh krna chahta hai uske pass mobail dekhne ka vaqt hai aaj ke muslman ke paas dunia ke har galat kam karne ka vaqt hai jis se use na yha koi fayda hoga na vaha koi fayda hoga fir bhi vo sare galat kam karta hai aaj ke muslman ke paas har kaam ke liye vaqt hai lekin allah ne hum par jo farj nawaz ki hai uske liye vaqt nhi vo janta hai ki namaz kisi ko maf nhi use pata hai ki ye dunia fani hai ek din use ye dunia chod kar jana hai har Allah ke darbar me har baat ka hisab dena hai vaha koi bhi madad kaam nhi aayegi jo nek kaam kroge aallh ki ibadat kaam aayagi kuran ki tilavat kaam aayegi namaz kaam aayegi sab kuch yaha rah jayega k...