Posts

Jismani ruhani bimari dur karne ka aml

 Aslamualaycum dosto aaj me AAP KO Jo aml bata raha hu ye aml koi bhi kar sakta hai agar aap ko jismani ruhani koi taklif hai dava se koi fayda nahi ho raha to ye aml kare gusl or vaju kar ke paak ho jaye or asar or magrib ke bich me kisi hare bhare darkht yani ped ke paas jaye us ped ke saye me kabe ki taraf muh kar ke beth jaye 11bar darud padhe or 313bar ya Safiyou ya rahmanu ya karimu padhe 11bar darud padhe har roj kisi hare ped ke saye me beth kar ye aml kare agar aap ke upar koi jismani ruhani taklif hai to vo sab taklif vo ped apne upar le lega or aap ko sifa mil jaayegi is aml ko 40din Tak kre insaallah aap ki har jismani ruhani bimari dur hogi insaallah aslamualaycum is ko savab ki niyat se ser kre aap ki vajah se kisi ki taklif dur hogi to allah aap ko is ka badla ata farmayega insaallah aslamualaycum

Har bimari se sifa ka aml

 Aslamualaycum dosto aaj me AAP KO Jo aml bata raha hu ye aml se allah aap ko har bimari se sifa ata farmayega insaallah aml ye hai 5 vaqt ki namaz ada karne ke baad isha ki namaz ke baad 11bar darud padhe or 41bar surah fatiha padhe fir 11bar darud padhe or Pani pe dam kare yani funk mare or Allah se duaa kre ya allah is tilavat ke satke aap ke habib ke satke is pani or kalonji me sifa ata farmaye ameen summa ameen jab aap ye aml kare to masjid se Jo vaju me istmal hota hai vo Pani laye masjid ke Pani me allah ne sifa rakhi hai or kalonji kisi aayurvedic dukan se le aaye ab aml karke ye Pani or kalonji Ko dam kare yani funk mare masjid ka Pani khatam hone se pehle dusra pani la kar usme mila de vo pani khatam na ho ne de or kalonji bhi dusri la kar milade vo bhi khatam na hone de ab roj subah uth kar do dane kalonji ke muh me dal kar chabaye or dam kiya hua Pani 1glaas pile subha or raat ko sone se pahele aap ko ye Pani or kalonji lena hai jab tak sifa na mile ye aml jari rakhe in...

Jahir or batin ka aml

 Aslamualaycm dosto aaj me AAP KO Jo aml bata raha hu ye aml se aap jahir or batin ke aalim ban jayenge jahir jis ko hum dekh sakte hai or batin jise hum nahi dekh sakte har roj raat ko isha ki namaz ke baad sone se pehle 11bar darud padhe or 313bar ya jahiru ya batinu padhe 11bar padhe or so Jaye roj ye aml kare insaallah AAP KO jahir or batin ka ilm allah ata farmayega aslamualaycum

Duniya ki sab se khubsurat or khaternak chiz kya hai

 Aslamualaycum dosto aaj me AAP KO Jo baat batana chahta hu vo ye hai ki duniya ki sab se khubsurat chij kya hai kya aap ko pata hai allah ne duniya me sab se khubsurat chij banayi hai vo insan hai jis ko Insan se jyada khubsurat is duniya me koi nahi agar vo allah or us ke rasul ke bataye huve raste par chale or agar usne allah or us ke rasul ka bataya hua rasta chod diya to fir is duniya me sab se jayada khatarnak chiz insan hai kyoki fir vo Siva tabahi ke or kuch nahi karega vo apne liye or dusro ke liye kabhi achi baat nahi Karega kyoki usne allah or us ke rasul ka bataya hua rasta chod diya hai allah hame us khubsurat insano me shamil kre jin ko allah or un ke rasul pasand farmate hai aslamualaycum

Ya Muntkimu ka aml

Image
 Aslamualaycum dosto aaj me AAP KO Jo aml bata raha hu ye aml dusman se hifazat or badla lene ke liye hai Jo koi jalim AAP par julm kar raha hai or AAP ke paas itni taqat nhi ke us ka mukabala kar sake to har roj raat ko isha ki namaz ke baad ye aml kre 11bar darud padhe 313bar ya muntkemo padhe or 11bar darud padhe ye aml rojana kre or Allah se duaa kre ki vo us jalim se aap ki hifazat kre or use saja de insaallah allah us jalim ko baheter saja dega aslamualaycum ye ya Muntkimu ka matalab he badla lene vala ye aml hum apne liye bhi kar sakte hai or hamare muslman Bhai jaha bhi takalif me hai jin par julm ho rha hai unke liye bhi hum ye aml kar sakte hai kasam khuda ki jis ke kabje kudrat me meri jaan hai agar har muslman Bhai apne un muslman Bhai ke liye ye aml kare jin par julm ho rha hai to insaallah allah jalimo se unki hifajat farmayega or un jalimo par apna kaher najil farmayega sabhi bhaiyo se gujarish Karta hu ke sirf ek bar har muslman ye aml karke apne un bhaiyo ke liye a...

Din ki kimat

 Aslamualaycum dosto aaj me AAP KO ek bujurg ka vakya batata hu ek sher me ek ustaad Apne sagirdo ke sath rahte the unka ek sagird ek din bajar me gya uska chappal Tut gaya tha vo ek mochi ki dukan pe gya or kahne laga bhai mera juta tut gaya hai agar Tum ye thik kardo to me tumhe din ki ek baat bataunga mochi ne kha apna din apne paas rakh pesa de to hi juta thik karuga us sagird ne kha pese to nhi hai to mochi ne kha fir aage jao vo sagird mayus Ho kar apne ustad ke paas aaya or Puri baat batayi ustad mukurane lage sagird ne pucha ustad din ki kya kimat hai ustad ne kha me tumhe ek Moti deta hu use ek sabjivale ki dukan par jake dikho use pucho es Moti ke badle vo kya dega is Moti ki kya kimat dega fir vo sagird vo moti le kar ek sabjivale ki dukan par gaya or vo moti dikhakar bola is ke badle kya doge vo sabjivala bola do nimbu dunga fir vo apne ustad ke paas aaya or kha ki vo is ke badle du nimbu de raha hai fir ustad ne kha ke ab is Moti Ko kisi sunhar ki dukan pe le kar jao v...

kamyabi ka aml

aslamualaycum dosto aaj me aap ko jo aml bta raha hu ye aml karne se aap kamyab ho jaoge hamare aaqa salallaho alayhe vasllam ne farmaya jo ye aml karega use kabhi rijk ki tangi nahi hogi aml ye he ke gar se nikalte waqt salam karke jaye or 3 dafa aaytulkursi padhte huae jaye yhi mamla gar me dakhil hote waqt salam kre or aaytulkursi padhe insaallah aap ki har paresani dur hogi aslamualaycum                                            aml krne se aap ki har problem ka solution ho jayega aaj muslman paresan Kyo hai Kyo use koi rasta najar nhi aata Kyo ki usne Allah ka bataya hua rasta chod diya hai nbi ka bataya rasta chod diya hai vo apne banaye raste par chal rha hai na use aaj ki fikr hai na aakhirat ki vo bas yha is dunia me mojsokh krna chahta hai uske pass mobail dekhne ka vaqt hai aaj ke muslman ke paas dunia ke har galat kam karne ka vaqt hai jis se use na yha koi fayda ho...