ad

Friday 12 June 2020

Udhar diya pesa vaps Lane ka aml

Aslamoalycom dsto aaj me aap ko jo aml bata raha hu ye aml krne se aap ka Udhar diya pesa vaps aa jayega aml ye hai har namaj ke bad 11bar darud padhe or 300bar ya mujibu padhe 11bar darud padhe or dua mange ya Allah mene fla insan ko Udhar pesa diya hai vo pesa muje vaps de nhi rha ya Allah muje mera hak pesa vaps ata frma aamin ye aml har farj namaj ke bad karna hai jis ko bhi aap ne pesa diya hai vo khud aap ko aap ke pas aker pesa de jayega sirf hak ka pesa le byaj ya sut na lebad varna nuksan hoga byaj or sut islam me haram hai aap aap ka hak ka pesa le skte hai aslamoalycom

No comments:

Post a Comment

100

Suche or juthe ki pahechan

asalamu alaikum mene har dharm ki kitab padhi hai kisi bhi dharam ki kitaab me ye nahi likha ki tum kisi dusre ke dharm ko gali do ya bura k...