ad

Wednesday 9 March 2022

Nabi ki shan

 Aslamualaycum dosto aaj hum hamare Nabi ki Shan ke bare me bayan karenge aap ne baitulmukadas ka naam suna hoga jab hamare nabi baitulmukadas se jibrail ke saath aasman ke taraf ravana hue to aap ek patthar pe pair rakh ke ek burakh pe savar hue or jab aap aasman ki taraf jane lage to vo patthar jis pe aapne kdame Mubarak rkha tha vo patthar bhi aap ke pichhe aasman ki taraf aane laga ye dekh kar aap ne us patthar se kaha rukja Aaj sadiya gujar chuki hai lekin vo patthar aaj bhi Jamin or aasman ke bich ruka hua hai na vo Jamin par ja saka na aasman pe hava me latka hua hai AAP kabhi baitulmukadas Jaye to jarur jiyarat kijeyega me un zahilo ko kahena chahta hu ki jis Nabi ki hukumat jamin or aasman par ho tum us ki shan me gustakhi kar rhe ho sudher jao varna tumhara kya anjam hoga Allah hi baheter jane aslamualaycum

No comments:

Post a Comment

100

Suche or juthe ki pahechan

asalamu alaikum mene har dharm ki kitab padhi hai kisi bhi dharam ki kitaab me ye nahi likha ki tum kisi dusre ke dharm ko gali do ya bura k...